Monday, 16 August 2010

Hai Hai Meri neend !

Nind aa rahi hai mujhe ..ye nind hi dard ka marz hai ...sote sote mujhe kabhi bhi ehsaas nahi hota ki mere upar kitna karz hai ...hai mann karta hai ki is narm narm bistar par so jaoon ..aur mere meethe meethe sapno me kho jaoon ...bhool jaaoon saare kaam kaaj ..chupa lo in palko me saare raaz ...ab band karti hu ab meri bak bak ..kyunki sach me mujhe aa rahi hai bahut nind aur mai gayi hu bahut thak ..

No comments:

Post a Comment