Dil ne ye kaha hai tumse ..ki kahan the tum itno dino se ...
Aaj jab mile ho tab ye wada karo humse ...ki kabhi naa chupaoge koi lamhe khushi se ya gam se ...
Kyunki har din hum ye mangte hai rab se ki humhari jaan le par use rakhana salamat ab se ..
har pal wo muskura ye mann se ...aur hum agar hum loot bhi jaye to hum phir bhi muskurayenge humhari is amulya dhann se ...
Aur maine ye phir se kahan hai poore dil se ..ki humhe pyaar hai ..aur wo bhi sirf tumse !!
No comments:
Post a Comment